|
Ager dum hai tu is sawal ka jawab yes or no me
deke batao ... .... ... kya aapko pagalpan ke dure padhne band ho gaye hai?
Our
FRIENDSHIP is not like NIKE- just do it, not like PEPSI- yeh dil mange
more,not like WILLS- made 4 each other , But like LIC- zindagi k sath bhi ,
zindagi ke baad bhi!
Love kho to do lafz, mano to bandagi, socho to gehra sager, dubo to zindagi,
kro to asan, nibhao to mushkil, bikhre to sara zamana, simte to sirf tum.
Jab hum ne unse pooncha, Sapnna kya hota hain to unhone kaha, Bandh aankhon
mein jo apna hota hain khuli aankhon mein wohi sapna hota hain.
D se Dosti D se Dushmani D se Dill D se Dill lagi D se Dewana D se Dewangi D
se Dharkan D se Dar D se Dekha app ko D se Dream mein Phir B se Bekrar ho
ker M se Message ker dala app ko
subah ko yaad aayi to miss kiya,dopar ko yaad aayi to bahut miss kiya,shaam
ko yaad aayi to heart ne skip kiya ,aur jab jaan pe ban aayi to aap ko sms
kiya
.
Ek sapna-Kisi apne se milna,Ek ittefaq-Aapka humari zindagi mein aana,Ek
haqiqat- Aap se dosti karna aur,Ek tamanna -Dosti ko zindagi bhar nibhana.....
Height of selfishnes. Arz kiya hai, woh aaye hamare kabar per diya bujha
gaye, Baki jo tail tha diya main sara sir pe laga gaye!
Abe o burai ke resgulle, Pap ki berfi , Bewafa ke laddu, Matlabi
chuski,Badmashi ke pedhe, Jhoot ke kalakand.. Tu bada hi sweet hai re..
Taza
hawa ka jhoka aaya.. Khushbu teri sath laya...Phir mere dil me khayal aaya...Ke
lagta hay ki...Aaj bhi tu.. Nahi "NAHAYA"
Har koi pyaar k liye tarapta hai,Har koi
pyaar k liye rota hai mere pyaar ko ghalat nahi samjhna dost pyaar to doston
mein bhi hota hai.
DOsti gunah hai to hone na dena Dosti Khuda hai to khone na dena karte ho
dosti jab kisi se to us Dost ko kabhi rone na dena.
Mujhy raat achi lagti hai lakin din nahin
Mujhy phool achay lagtay hain lakin khushboo nahin
mujhy log achy lagtay hain lakin duniya nahin
mujhy sher achay lagtay hain lakin shairee nahin
mujhy tum achay lagty ho lakin tum nahin "Sirf Tum"
har dua kubul nahi hoti,
har aarzu puri nahi hoti,
jinke dil mein \"aap\"jaise dost rahte ho,
unke liye dhadakne bhi zaruri nahi hoti.....
Har baat ka jawab inkar nahin hota
Har jaga rukna intazar nahin hota
Yun to milti hein hazaron se nazrein
Her nazar ka milna magar pyar nahin hota
Shah jahan ne kaha Taj Mehal dekh kar
her khirki ,
her darwaza dekh kar
her kamra
her daalaan dekh kar
Maan kasam ! bahot kharcha ho giya
Jis din se juda vo humse hue
is dil ne dharkna chor diya
hai chaand ka mooh bhi utra utra
taaro ne chamkna chor diya
|
|